IBADAT O NAMAZ

IBADAT O NAMAZ
Slide Note
Embed
Share

This book is a compilation of four lectures delivered by Ustad Shaheed Ayatullah Murtaza Mutahri, focusing on the significance of worship and prayer, the importance of faith in the Almighty, the spiritual aspects of worship, and the practical applications in daily life. It delves into the essence of devotion and the role of worship in nurturing one's faith.

  • Ibadat
  • Namaz
  • Ustad
  • Ayatullah
  • Murtaza

Uploaded on Mar 01, 2025 | 0 Views


Download Presentation

Please find below an Image/Link to download the presentation.

The content on the website is provided AS IS for your information and personal use only. It may not be sold, licensed, or shared on other websites without obtaining consent from the author.If you encounter any issues during the download, it is possible that the publisher has removed the file from their server.

You are allowed to download the files provided on this website for personal or commercial use, subject to the condition that they are used lawfully. All files are the property of their respective owners.

The content on the website is provided AS IS for your information and personal use only. It may not be sold, licensed, or shared on other websites without obtaining consent from the author.

E N D

Presentation Transcript


  1. IBADAT O NAMAZ AZ Ustad Shaheed Ayatullah Murtaza Mutahri

  2. Tafseelat Naam e Kitab: Ibadat O Namaz Qism: 4 Taqaareer ka Majmu aa Muqarrir: Ustad Shaheed Ayatullah Murtaza Mutahri Tarjuma (Farsi se Urdu): Syed Saeed Haider Zaidi Taba e Awwal: October 2006 Taba e Chaharum: December 2010 Price: Rs. 60

  3. Taaruf Yeh Kitab Ayatullah Mutahhri ki 4 taqareer ka majmu aa hai jo unho ne Ramazan ul Mubarak 1390 hijri (1969) Hussainia Irshad, Tehran, mai ki thin. In taqareer mai Aap ney Ibadaat o Manawiat ki Ahmiat; Khudawand e Aalam per Eman; Ibadaat K Tarbiati Asaraat; aur Amal mai Miana-Ravee Kay hawalay se guftugu ki hai.

  4. Fehrist-e-Unwanaat(1) Pehli Taqreer Ahya Rooh e Ibadat, Yaad e Khuda Imam Jafar Sadiq(a.s.) ki aik Hadees Ruboobiat ka Awwaleen Darja Apnay Nafs per Tasallut Doosra Darja Nafs kay Khayalaat ka Malik Hona

  5. Fehrist-e-Unwanaat(2) Pehli Taqreer(continued) Halat e Namaz mai Imam Sajjad(a.s.) ka Huzoor e Qalb Taqwa Bala ter Darjat

  6. Fehrist-e-Unwanaat (3) Doosri Taqreer Haqeeqi Taur per Nazdeek Hona Majazi Taur per Nazdeek Hona Qurb e Ilahi kay Ma ani Ibadat ka Awwaleen Asar Apnay Aap per Tasallut Ibn e Sina ka Kalam

  7. Fehrist-e-Unwanaat (4) Doosri Taqreer(continued) Apnay Quwa e Khayal per Tasallut Dil kay liye Paighamber e Akram (saww) ki Tabeer Rooh ka Badan se Be Niaz ho Jana Badan per Tasarruf ki Qudrat Beruni Duniya per Tasallut ki Qudrat Ali (a.s.) Bister e Shahadat Per

  8. Fehrist-e-Unwanaat (5) Teesri Taqreer Namaz ki Ahmiat Zahid aur Soofi-Numa Loug Deen kay Baray mai Aik Ghalat Tasawwur Ali aik Jamay-us-Sifat Hasti Mard-e-Musalman ki Baa zNumaya an Sifaat Manawiyaat ko Khafeef na Samajhyey

  9. Fehrist-e-Unwanaat (6) Chauthi Taqreer Ibadat aur Tarbiyat Emaan ki Taseer Ismat aur Emaan Islam - Dunya aur Akhrat ka Jamay Khuda ki Kibriyaee Ahle Khana kay Hawalay se Zimmedari

  10. Pehli Taqreer - Khulasa Ahya kay ma ani hamara aur dunya ka waqt Rooh e Ibadat yaad e Khuda hai. Fazeel bin Ayaz ka waqia: Kia Sahiban e Emaan kay liye abhi wo waqt nahin aaya hai k in kay dil Zikr e Khuda aur Us ki taraf se nazil honay walay Haq kay liye narm ha jayen

  11. Pehli Taqreer Khulasa(continued) Imam Jafar Sadiq(a.s.) ka Fazeel bin Ayaz ko jawab Uboodiat aik aesa gohar hai k is ka zahir uboodiat hai aur is ka kina, nihayat aur batin, is ki aakhiri manzil aur hadaf ruboobiat hai Ruboobiat yaani kia? Alhamdulillah e Rabbil Aalameen Nafs kay khayalaat ka malik hona Churya ki misaal

  12. Pehli Taqreer Khulasa(continued) Ibadat mai tawajjo Imam Sajjad(a.s.) ka waqia Qubooliat ka may-yaar Taqwa Roza Tasallut Ae Emaan walo, namaz aur sabr (tafseer:roza) se madad lo Bala-ter tasallut Hazrat Ali (a.s.) aur Hazrat Esa (a.s.) ki misaal

  13. Doosri Taqreer - Khulasa Khuda se qareeb hona 3 Taaberain oHaqiqi (Misaal..Qum) oMajazi (Misaal..Qudrat-mand shaks..Mahmood..Ayaz) Khuda ki lutf o inayaat ka markaz hona oAhle Ma arfat ki Tabeer (Kamal, Ilm, Hayat, Qudrat, Iraday Rubobiat)

  14. Doosri Taqreer Khulasa(continued) Ibadat ki takrar ki gharz Ibne Sina: Insan ki ijtimayee zindagi kay liye zaroori hai k wo apnay Khuda ko pehchanta ho aur isay pehchannay kay baad mutawajjay ho k is Khuda ki janib sey insani zindagi kay liye aik aadilana qanoon maujood hai aur phir wajib aur lazim hai k ibadat ka wajood ho aur wo bhi mukarrar ho ta akay insan ko yaad rahay k wo banda hai.

  15. Doosri Taqreer Khulasa(continued) Huzoor e qalb ki zarurat dil aur classroom ki misaal Dil kay liye Paighamber e Akram ki aik Tabeer Sahra mai Per ki manind Hazrat Ali (a.s.) Doran e Ibadat Teer nikalna Aagay kay Marahil Rooh ka badan se be-niaz hona Badan per tasarruf

  16. Teesri Taqreer - Khulasa Namaz aur doosri Ibadaat mai hud se tajawuz Khuwaja Rabee bin Khaseem...Ashura.. Waye ho us Ummat per jis ney aonay Paighamber kay farzand ko shaheed kia Is kay mukhalif doosra groh Ibadat be kar logon ka mashghala hai (Nauzobillah) Hum ba az cheezon per Emaan Layen gay aur ba az cheezon ka inkar karain gay AL QURAN

  17. Teesri Taqreer Khulasa(continued) Hazrat Ali (a.s.) ki misaal Tamam Sifaat ka majmoo aa Inhiraaf - kuch le lena aur kuch chor dena Musalmaan ki ba az Numayaan sifaat: Kuffar kay liye sakht tareen..(susti se mana kia hai) Aapas mai intihayee mehrbaan Ruku aur sujood - khushnoodi kay talabgar Sajdon ki kasrat sey Chehron pe nishan

  18. Teesri Taqreer Khulasa(continued) Ibadaat ka ahtraam Imam Jafar e Sadiq: Hamari shifa at kisi bhi soorat mai un logon ko na milay gi jo namaz ko mamooli samajhtay hain Namaz aur rozay ko mamooli kaun samajhta hai?

  19. Chauthi Taqreer - Khulasa Ibadat ba-taur aik ikhlaqi aur ijtimayee tarbiyati scheme Ikhlaqi masail ka mehwar eesar aur fidakari Ijtimayee masail main adalat tamam usoolon ki ma an Emaan Adalat aur Ikhlaq ka pusht-panah Gunah ka dar o madar ghaflat aur yaad per, na ilm per

  20. Teesri Taqreer Khulasa(continued) Ismat aur Emaan Jabr ya Ikhtiyaar? Ismat yani Emaan kay aala tareen darjay per faiz hona Khuda ki yaad 3 darjay Mukammal Ghaflat Kabhi bedari Kabhi Ghaflat Mukammal Bedari Wo mard jinhain karobar ya khareed o farokhtzikr e Khuda se ghafil nahin kersakti AL QURAN

  21. Teesri Taqreer Khulasa(continued) Islam main Dunya aur Aakhrat Hum-rah hain Misaal: Ibadat(Namaz) main posheeda dunyawi pehlu Wuzu Ibadatt O Pakeezgi Mubah Jagah, Libas Huquq ul Ibaad Qibla - Uk-soyee Waqt e Mutayyan Tawajjo Nazm O Zabt Asslam O Alaina Wa Ala Ibadillahis Sawlayheen

  22. Teesri Taqreer Khulasa(continued) Hazrat Ali (a.s.) 2 sajday kiun? Ahl e Khana ki taraf hamari Zimmaydari IKHTITAAM

Related


More Related Content