Secrets Revealed in Khalqat e Bashar Mein Poshida Raaz by Syed Muhammad Hasan Abedi

khalqat e bashar mein poshida raaz n.w
1 / 14
Embed
Share

"Explore the hidden secrets unveiled in Khalqat e Bashar Mein Poshida Raaz by Syed Muhammad Hasan Abedi, revealing insights about the human creation and mysteries of existence. Delve into the contents touching on the virtues of Surah Ankaboot and the significance of faith. Discover the profound meanings behind Surah Ankaboot, including its relevance to believers and the demonstration of faith through actions. Uncover the intricate details presented within the Surah, such as the symbolism of the spider and the lessons derived from it. Reflect on the profound message of faith and test of sincerity emphasized within the verses. Contemplate the significance of being a true believer beyond mere confession. Experience the enlightening journey of self-discovery and spiritual growth as you delve into the revelations within this extraordinary book."

  • Secrets Revealed
  • Khalqat e Bashar
  • Poshida Raaz
  • Surah Ankaboot
  • Faith

Uploaded on | 0 Views


Download Presentation

Please find below an Image/Link to download the presentation.

The content on the website is provided AS IS for your information and personal use only. It may not be sold, licensed, or shared on other websites without obtaining consent from the author. If you encounter any issues during the download, it is possible that the publisher has removed the file from their server.

You are allowed to download the files provided on this website for personal or commercial use, subject to the condition that they are used lawfully. All files are the property of their respective owners.

The content on the website is provided AS IS for your information and personal use only. It may not be sold, licensed, or shared on other websites without obtaining consent from the author.

E N D

Presentation Transcript


  1. KHALQAT E BASHAR MEIN POSHIDA RAAZ Syed Muhammad Hasan Abedi

  2. Information About Book Name: Kalqat e Bashar Mein Poshida Raaz Writer: Syed Muhammad Hasan Abedi Composing: Syed Muhammad Hadi(roh Ullah) Abedi Publisher: Misbah Al Hadi Foundation Quantity: 5000

  3. Contents Surae Ankaboot Ky Fazail Surae Ankaboot Ka Naam Ankaboot Kyu Para? Surae Ankaboot Mein Makri Ki Misaal Paish Karny Ky Asbaab Kiya Sirf Momin Hona Kafi Hai? Sachy Aur Jhoty Logo Ka Imtehaan Quran Mein Fitna Ky Mani Aur Iqsam

  4. Surae Ankaboot Kay Fazail Hazrat Mohammad(s.a.w.w) ny farmaya Jo Bhi Surae Ankaboot Ki Tilawat Kary Ga Usky Namae Aamal Mein Tamam Momineen O Munafiqeen Ki Tadaad Ky Barabar Naikian Likh Di Jaen Gi. Imam Jafar Sadiq (a.s) farmaty hain Jo Bhi Ramzan Ki 23 Ki Shab Ko Surae Ankaboot Aur Surae Rome Ki Tilawat Kary Ga Tu Allah Ki Qasm Wo Ahle Bahist Mein Hoga

  5. Surae Ankaboot Ka Naam Ankaboot Kyu Para? Ankaboot matlab makri ka jala Hum tmhary gunah uthae gy hum ny insan ko hukm diya ky apny waledain ky sath naiki kary lekin agr wo tmhy shirk karny ki dawat karain tu tum ny bilkul unki ata`at nahi karni hai Pas ye sura un logo ky lieye nazil hui hai jo zaban sy emaan rakhty hain dil sy nae Imtehan lazmi hai farq ky lieye taky Allah azmae ky kon apny adae emani mein sacha aur kn jhota

  6. Surae Ankaboot Mein Makri Ki Misaal Paish Karny Ky Asbaab Kufaar ka aqeeda kamzoor hai jaisy makri ka jala Lehaza Allah ky ilawa dosro ki ibadat karny walo ka aqeeda kamzor hai. Hazrat Ali(a.s) ny farmaya apny gharo mein makri ky jaal ko door karo kyunky is ka rakhna ghr mein fikr o tang dasti lata hai Chunti apny sath 60 guna zyada wazan utha sakti hai.

  7. Kiya Sirf Momin Hona Kafi Hai? Tarjuma: Kiya Logo Ny Ye Guman Kar Rkha Hai Ky Wo Sirf Ye Kheny Sy Ky Hm Emaan Ly Aae Inhain Chor Diya Jaega Aur Unhain Azmaya Nae Jaega Is Ayat Mein Lafz Fitna Istemal Hua Hai

  8. Kiya Sirf Momin Hona Kafi Hai? Allah Ki Nisbat Sy Aur Insan Ki Taraf Nisbat Sy Tarjuma: Fitna Angezi Qatal Sy Zyada Sakht Hai Kiya Wo Ye Nahi Dekhty Ky Unhain Har Saal Aik Do Martaba Azmaya Jata Hai Phr Usky Baad Bhi Toba Nahin Karty Aur Na Ibrat Hasil Karty Hai

  9. Sachy Aur Jhoty Logo Ka Imtehaan Tarjuma: beshak hum ny un sy phely ky logo ka bhi imtehan liya hai aur Allah tu bhetr janna chahta hai ky in mein ko nsy loog sachy aurkon sy loog jhoty Is mein bazahir sirf umat e muslima ka imtehan hai Tarjuma: sonay ko aag mein dakhil karna taky asli sonay ko kharab sonay sy tashkhees di ja saky

  10. Quran Mein Fitna Ky Maani Aur Iqsam 1. Kufr Ky Liye Tarjuma: Beshak Inhon Ny Is Sy Pehly Bhi Fitny Ki Koshish Ki Thi Aur Tmhary Umoor Ko Palat Kar Dena Chaha Tha

  11. Quran Mein Fitna Ky Maani Aur Iqsam 2. Azaab Ky Liye Tarjuma: Kaha Jaega Ky Apny Fitno Ky Azaab Ko Chakho. Yehi Wo Azaab Hai Jis Ki Tum Log Jaldi Kiya Karty Thy

  12. Quran Mein Fitna Ky Mani Aur Iqsam 3.Maal o Olad Ki Muhabbat Tarjuma: Beshak Tum Logo Ka Maal o Olad Imtehan Ka Zarya Hai Aur Allah Ky Pas Boht Bara Ajar Hai

  13. Quran Mein Fitna Ky Maani Aur Iqsam 4.Amraaz Ky Lieye Tarjuma: Kiya Wo Nahi Dekhty Ky Unhain Har Saal Aik Do Martaba Bala Mein Mubtila Kiya Jata Hai Phir Is Ky Baad Nhi Toba Nae Karty Aur Na Ibrat Hasil Karty Hain

More Related Content